Force Sanman 6000 Price Specification & Review 2023
Namskar Tractorswale.com Pe apka swagat hai. Aaj ham Force Company ke hal hi me launch Hua tractor Force sanman 6000 ke sare features warranty Technical Specifications or Price ke bare Me jankari lekar.
Table of Contents
Force Sanman 6000 Tractor 2022 Price
Force Sanman tractor aata hai 50 HP or 3 Cylinder Mercedes engine ke Sath bat Karte hai is ke looks ki force ne is tractor ke looks ko modern banane ki koshish ki hai or isme safal Bhi Hua hai Naya colour is ke look ko Kabhi Sundar banata hai.
Aage Chalte hai or bat Karte hai is ke feature ki is force tractor me aaram ko Dhyan me rakhte Hua power steering di gay hai badlte Samay ko Dhyan me rakhte Hua is tractor me tel me dude brakes (OIB) Dia gai hai jo Aaj ke Samay me sabse bahetar brakes hai is tractor me synchromesh gearbox Diya Gaya hai jo gear badlana aasan banata hai or aavaj Bhi Kam Karta Hai.
salman 6000 me 8 Forward + 4 Reverse Gear dia gay hai jo aata hai side sift gear ke sath
Agar bat kare is ki lift ki to iski lift 1450 Kilogram weight utha Sakti Hai. PTO ke bahetar use ke lie isme 540 or 1000 RPM PTO speed Diya Gaya Hai.
is me 54 litre ka fuel tank diya gaya hai sath hi diesel se pani alag kar ke engine ko surkshit rakhne ke lia isme water seprate bhi diya gaya hai.
Wheel base ki bat kare to 2032 MM ka wheel base aage se udhne ki samsya ko dur karta hai vahi iska 394/430 MM ka ground clearance unchi nichi jaga pe kam karna aasan banata hai.
Force Sanman 6000 ke aage ke tyre 7.50 X 16 ka Diya Gaya Hai Vahi pichhe ke tyre ki bat kare to isme two option diye gay hai 16.9 X 28 Or 14.9 X 28. is tractor ke weight ki bat kare to Iska weight 2080 kilogram hai.
Application
1 – Cultivator
2 – Dojar
3 – Reversible Plough
4 – Rotavator
5 – Potato Planter
Ab bat Karte hai Kam ki is tractor se Cultivator, Dojar, Reversible Plough, Rotavator, Potato Planter Jese implement ko kheti ke Kam me use me Liya JA Sakta Hai
A hai force tractor aata hai 3 Years / 2000 Hours Ki warranty ke sath. Alag alag parts ki warranty Aap niche di gai image me dekh sakhte hai.
Force Sanman 6000 Tractor Price List 2022
The Force sanman Tractor Price is Rs.6,76,000*-/ Lakh
Specification Of Force Sanman 6000
ENGINE | |
Horse Power Category | 50 HP |
Rated Engine(RPM) | 2200 |
Cooling System | Water Cooled |
Type | 3 Cylinder 4 Stroke, Inline Direct Injection Turbo Charger with Intercooler |
TRANSMISSION | |
Type | Synchromesh |
No. of Gears | 8 Forward & 4 Reverse |
POWER TAKE-OFF | |
Speed (RPM) | 540 & 1000 |
HYDRAULICS | |
Type | ADDC System with Bosch Control Valve |
Capacity to lift from Lower Hitech Point(Kg.) | 1450 |
3 Point Linkage | CAT- II |
STEERING | |
Type | Power Steering |
CLUTCH | |
Clutch Type | Dual, Dry Mechanical Actuation |
BRAKES | |
Type | Fully Oil Immersed Multiplate Sealed Disk Breaks |
WHEELS & TYRES | |
Front Size | 7.50 x 16 (Front) |
Rear Size | 14.9 x 28 / 16.9 x 28 |
DIMENSIONS | |
Wheel Base (mm) | 2032 |
Overall Height (mm) | 3640 |
Ground Clearance (mm) | 394/430 |
WEIGHTS | |
Weight | 2080/2130 |
CAPACITY | |
Engine Oil | 5.5 |
Transmission and Hydraulics | 35 |
Fuel Tank | 54 |
Power Steering | 2 |
Also Read
Top 10 Upcoming Tractors in india 2020
Massey Ferguson 241 DI 4WD Tractor (2020)
41 TO 50 HP Mahindra Tractors Models
All Tractors Models, Commercial Vehicles Price list Please Check These Youtube Channel
MACHINE WALE





